Sabko pyaar dene ki aadat hai hame,
Apni alag pahchan banane ki aadat hai hame,
Kitna bhi gahra jakham de koi,
Utna hi muskurane ki aadat hai hame
Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye,
Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye,
Khud hi kar li bewafai humne,
taaki unpar koi ilzaam na aaye…
Nakaam si koshish kiya karte hain,
Hum hain ki unse pyar kiya karte hain,
Khuda ne takdir me ek tuta tara nahi likha,
Aur hum hain ki chaand ki aarzu kiya karte hain …
milna itifaak tha bicharna naseeb tha
wo utna he door ho gaya jitna kareeb tha
hum usko dekhne k liye taraste he rahe
jis shaks ki hatheli pe hamara naseeb tha........,,,,,
Kya pyar mein aisa hota hai
Kay jise dil chahay uss pe mar janay ko dil chahta hai
Kay uss kay ansoo pi janay ko dil chahta hai
Kay uss kay har gham ko mitta dane ko dil chahta hai
Kay ussko har paal muskurata hua dekhnay ko dil chahta hai
Kay uss par zindagani lutta dane ko dil chahta hai
Kay uss ka hath pakad kar utha le janey ko dil chahta hai?????
- Sanjay
- Loveable Poet
Saturday, January 10, 2009
Sabko pyaar dene ki aadat hai hame,
Posted by BAROT SANKET H.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
2 comments:
Really.......your poems are very good...actually i was sorrunding on net for some poems and i found u here.....wordings are so good and can touch heart of everyone man....keep it up...Aman Sharma
Really.......your poems are very good...actually i was sorrunding on net for some poems and i found u here.....wordings are so good and can touch heart of everyone man....keep it up...Aman Sharma
Post a Comment